Zindegi Me Do Chize Tutne Ke Liye Judti Hain, Sanse Or Saath, Bus Fark Sirf Itna Hai, Sansain Tot'ti Hain To Ham Ek Bar Me Mar Jate Hain Or Jab Sath Tot'ta Hai To Ham Pal Pal Marte Hain...!!!
Zara Pane Ki Chahat Main Bohat Kuch Chhoot Jata Hain, Na Jane Sabr Ka Dhaaga Kahan Par Toot Jata Hain, Kise Hamrah Kehte Ho Yahan To Apna Saya Bhi, Kahin Par Saath Rehta Hain Kahin Par Chhoot Jata Hain, Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi Bahat Mazboot Lagta Hain, Zara Si Bhool Se Lekin, Bharosa Toot Jata Hain...!!!
Zehr Me Doobi Nokon Waly Teer Chlaey Sare Usny Tareeki Me... Lekin Usko Khoob Khabar Thi Ghoor Andheri Sab Rahoon Me Maine Aankhain Rakh Choori Hain...!!!