skip to main |
skip to sidebar
Har Raat Guzarti Hai Sitaroon Ke Darmiyan,
Main Chaand To Nahi Magar Tanha Zaroor Hun...!!!
Meri Tanhaiyon Ka Raaz Mujhe Khud Nhi Maloom,
Pta Nahi, Kyun Loog Humain Maghroor Smjhte Hain...!!!
PATTHAR BARAS RAHAY THAY! KOI NAQSH-E-PAA NA THA
HUM US TARAF CHALAY THAY! JIDHER RAASTA NA THA,
PARCHAION KAY SHEHER KEY TANHAIAN NA POOCH
APNA SHAREEK-E-GHAM! KOI APNAY SIWA NAA THA,
CHEHRON PAY JAM GAI THEEN KHAYALON KEY ULJHANEN
OR MERI SHAIREE MAYN! KOI RABT-O-ZABT NA THA,
SOORAJ KAHAN SAY LAATY? DILON KEY SADA SAY HUM
IS ANJUMAN ME KOI ASHNAA NAA THAA...!!!
Mohabbat ko Talashtay Rahay Magar,,,Tishna Lab-O-NakamranAur Jab Nikalnay Lagay Koochay Se To Ik Sada-E-Na Aashna Aae...!!!
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod DiyaPada Jab Waqat To Apno Ne Sath Chod Diya,
Qasam Khai Thi In Sitaron Ne, Sath Dene KiSubah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya...!!!
Bhulaa Diyaa Hai Sab Apnoo Ne iss Tarhan Se,
Jesy Ke Hum Iss Jahan Main Rehty He Nahi...!!!
Bichar Kar Rah-E-Ishq Me Is Qadar Huey Tanha,
Thaky Tanha, Giry Tanha, Uthy Tanha, Chaly Tanha...!!!
Huamin Bhi Piyar Karny Ka Khyal AayaJab Bhi Khiyal Aaya Khudko Tanha Paya,
Dhondty Rahy Hum Is Dunya Me DostKisi Ko Ajnab To Kisi Ko Bewafa Paya...!!!