skip to main |
skip to sidebar
Bandh Jaye Agar Kisi Se Rooh Ka Bandhan,
To Izhar-E-Ishq Ko Alfaaz Ki Zarorat Nahi Rehti...!!!
Tu Ehl-E-Nazar Hay To Nahi Tujh Ko Khabar Q?
Pehlo Me Tere Koi Zamany Se Khara Hay...!!!
वो मौजूद है आज भी, इस दिल के कोने में कही,
एक बार इस दिल के करीब, आकर तो देखो,
बहुत मासूम सी सिसकिया ले रहा, ये नादान,
एक बार इस दिल को, दिल से लगा के तो देखो...!!!
Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain,
Humein Yeh Aarzu Ke Woh Dil Ki Zuban Samjh Lein..!!!
Jo Baat Hum Keh Nahi Sakty Usy Hum Farz Karty Hain,
Chalo Hum Farz Karty Hain Humain Tumse Muhabbat Hai...!!!
Kabhi Parh To Sahi Meri Ankho Ko,
Yahan Samandar Behta Hai Teri Muhabbat Ka...!!!